Ustad ki azmat-respect teachers
استاد کا مقام ہمیشہ سے ہی معاشرے میں مثبت رہا ہے،ہم آج تک اس بات کو فراموش نہیں کر پائے،اس عظیم ہستی کی بدولت ہم کامیابی کو پہنچتے ہیں،اور استاد کا مرتبہ بہت اونچا ہے ،یہ وہ واحد ہستی ہے جو ہمیں خود سے زیادہ کامیاب دیکھ کے جلتی نہیں،بلکہ خوش ہوتی ہے ،ہمیں کامیابی کے بعد استاد کی اس محنت کو یاد رکھنا چاہیے جو انہوں نے ہم پر کی ہوتی ہے۔۔
ustad ki azmat

Aik dafa ibne insha tokio ki aik university mein muqami ustad,sey guftago mein masrof thy,,jab guftago apny ikhtitam ko puhnchi ,,tu wo ustad ..ibn e insha ko alwida karty hoye..

university k bahiri sahan tak chal para,abhi university ki hadod mein hi thy…k dono batain karty karty aik muqam per khary hu gaye,,ic doran ibn e insha ney mahsos kia…….
ustad ki azmat

K pechy sey guzarny waly talba uchal uchal,ker guzar rahy hain…batain khatam hoyen tu ibne insha ijazat leny sey pahly ye pochy bagher na rah saky..k muhtaram hamary pechy sey guzarny wala hai…

Her talib ilam uchal uchal ker keyon guzar raha hai,,ic ki koi khas waja?tokyo university k ustad ney bataya k ..soraj ki roshni

Aur yahan guzarrny wala her talib ilam nahi chahta k ic k paon ,ic k ustad k saya per parain,,ic leye hamary aqab sey guzarny wala her talib ilam,,chal chal ker guzar raha hai..

Ye qoom keyon na taraqi kary ,hamary muashry mein tu ustad ka ihteram,ic k grade aur uhdy sey munsalik hai..
