10 Best Urdu Quotes with images
Best Urdu Quotes

Bury waqat mein kuch log toot jaty hain
aur kuch log record tor dyty hain

Sakoon Hasal krne ki kosish chor do
sakoon dyne ki faker karo to sakoon khud ba khud mil jae ga

Agar Mukhlas dost moaser na ho to
zameer ki awaz hasal krne ka zariya aayina hai

jo shakhs aap ko necha dakhana chaha raha hai
wo tasleem kar raha hai keh keh
aap is se unchy ho

Dunia ki bhot see mushkilon mein aik mushkil yeh bhi hai
keh parhy lekhy aur qabil log apne fayslon mein
jetne maskook rehty hain
jahel log apny fayslon mein itne he pur ithmad rehty hain

Log hamari is waqt qadar nahin kerty
jb hum akly hoon
bel keh us waqat krty hain jab wo
Khud akly hoty hain.

Sabar karna seekh lein khuda sab janta hai
wo janta hai aap kab kin haalat se guzar rhy hain
yaqeen krin aap ka waqat badil jae ga
kiyoun keh tabdili kayinaat ka asool hai

Insan ne Mahsoon kerna is lye choor diya hai
kiyoun asy in cheezon se mohbbat ho gye hai
jin mein ahsaas nahin hai.

Jin baton pay jagra kar ky log matti ky nechy dafan ho jaty hain
agar in he baton pay metti dall di jay to yeh nobat he na aaye

Bury waqat mein kuch log Khud toot jaty hain
aur kuch log record toor dyty hain.