Heart Touching Poetry on Taskeen E Dil!!
Taskeen E Dil is an “Peace of Heart”. It encapsulates the concept of finding inner tranquility, contentment, and solace. This phrase signifies a state of emotional and mental calmness, often associated with resolving inner conflicts, achieving mental peace, and finding comfort in one’s circumstances.
Taskeen E Dil words
Taskeen E Dil reflects the universal human desire for inner peace and contentment, offering a profound sense of well-being and fulfillment.
[highlight color=”black”]Heart touching poetry on Taskeen E Dil[/highlight]
Insaan AshrafulMakhluqat hai magar oc mein aik khami hai k kabhi dil se khush nahi hota kabhi bhi usy kesi kam mein mukamal Tasqeen,mukamal Sakoon nahi milta ,hamisha nashukra bna rahta hai wo itna nashukra hai k khuda ki Muhabat k ilawa Dil ki Tasqeen k leye Dunya ki Muhabat mein par jata hai aur dunya ki muhabat usy kabhi b dili sakoon aur tasqeen nahi de sakti.
Agar insaan Roh ki tasqeen Roh ka sakoon chahty hain tu unhy ye talash kerna ho ga k un k dil ko sakoon kis baat sey milta hai ,aur jb insaan buht besakoon ho jaye tu oc k leye behtr hai khuda ki taraf raju kery wo her mushkil ko assan ker deta hai …