Sufi best urdu quotes and poetry
Sufi best urdu quotes and poetry
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jhuk jana he mohbbat hai aur is baat ka sb se bara saboot sajida hai[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jis se Mohbbat ho us ke samne daman philane mein koi harj nahi Mohbat mein ana ka wajoud nahin hota [/box]
[ads3]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Kapron ki dukan se door chand seeky genty genty main ne aik gareeb ki aankhon mein Eid ko merty dakha[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Nahi langda waqat wachuary da Bin yar guzara kon kry Dunia to kinara ho sakda Yaaran to kanara kon kry ik din huy ty lang jaway bulyya saari umer guzzara kon kary[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Seseskiyoun ki taal per hain Arziyoun mehwar raqas kis qadar hai sooz ,meri Zindagi ky saaz mein[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jis ne Gham ky waqat Apni peshyani sajdy mein rakh di Wo faqeeri mein bhot aagy nikl giya [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aik Shaks dakha hai main ne Khafa duniya se hai kalam Khud se bhi nahi krta [/box]
[ads4]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Log to Khubsurat hoty hain dakhne wali aankh hone chahye log haseen mehboob ki bat krty hain hum kehty hain aankh mein noor hona chahye [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]insan ko khuda tab yaad aata hai jab wo dard ka mara ho Garz ka Mara ho, yaa phir marz ka mara ho[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Khuda to be niaz hai milne ko to ghar per he mil jata hai na mily to kabba mein bhi na mily baat hai tarap aur akhlas [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]main teri mast neghai ka bharam rakh lon gaa hosh aaya bhi to keh don ga hosh nahin[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo rasty hain juda juda yeh muamla koi aur hai[/box]
[ads4]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]baat ki indar ki bat samjhne ky leye zaat ky andar ki zaat se raabta zaroori hai[/box]