Best Urdu Quotes on Kamzoor
“Quotes on Kamzoor” refers to a collection of inspirational and motivational quotes that revolve around the theme of weakness or ‘kamzoor’ in various aspects of life.
Quotes on Kamzoor for Motivation
These quotes often emphasize the importance of resilience, determination, and inner strength in overcoming challenges and adversities. They serve as a source of encouragement and empowerment for individuals facing difficulties, reminding them that even in their moments of vulnerability, they possess the potential to rise above and achieve greatness. (Quotes on Kamzoor)
[highlight color=”black”]Best urdu Quotes on Kamzoor (Motivational quotes)[/highlight]
Kamzoor Log intiqam lety hain aur taqatwar log maaf krty hain aur samjhadar log nazar andaz karty hain ,aur waqat kesa bhi hu guzar jata hai laikn Behtri ici mein hai k samjhdari dikhaye aur logo ko maaf kar dean keyun keh maaf karna Aqal mand logo ka shiwa hai,Aksar rishty hamin buhat dukh deaty hain aur hum in sey intaqam bhi lety hain ju k hamara chota pan hota hai
hamy bara pan dikhana chaheye aur kabhi bhi kamzor nahi parna chaheye keyon k waqat hamara hamin kamzor banany ki bhar por koshish kerta hai magar hamin agar ic waqat k sath jena hai tu ic waqat ka sabat qadmi sey muqabala kerna hai ,,aur aik baat hamisha yaad rakhni hai k Zayada Waqat nahi Lagta waqat Badalny mein ..aur kuch log hamisha kamzor logo per barsty hai jab k taqtwar per gusa aye tu chup rahty hain . aesy log khud ko itna azeem samjhty hain ju k in k ghalat fahmi hai keyon k Khuda ney hamisha mazlom ka sath diya hai aur ye haqiqat koi nahi jhutla sakta …Quotes on Kamzoor
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Kamzor log intiqam leaty hain Taqatwar maaf ker deaty hain aur samjh daar log nazar andaz kerty hain [/box]
[ads4]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Unwan zindagi per bas itna hi likh pai hun buhat rishty thy buhat mazbut logo sey [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Insaan ka gusa bhi ajeeb hai wo apny sey bary aur Taqtwar k samny tu gusa control ker leta hai laikn apny sey choty aur kamzor per gusa kerny mein dair nahi kerta [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Rishtun ki rasi kamzor tab hoti hai jub insaan ghalat fahmi sey peada hony waly sawalon ka jawab bhi khud hi bana lata hai [/box]
[ads3]