11 best Quotes on books in urdu
11 best Quotes on books in urdu
Zarori nahi keh sary sabaq,kitabun sey hi sekhy jayen,,kuch sabaq zindagi aur rishty bbhi sikha dety hain…
Ghalti zindagi ka aik pag hai,per rishty zindagi ki aik kitaab hain,Zarorat parny per ,ghalti ka pag phar dena per,,,Aik pag k leye pori kitab mat kho dena..
Kitabun ki tarah hi buhat sey alfaz hain mujh mein,kitabun ki tarah hi buhat khamosh rahta hun,,,
Zindagi ki kitab parh ker sirf wohi log hi kamyab hoty hain,,jin ki tawaja agly baab per hoti hai,,,
Jis din kitabe Ishaq ki takmeel ho gai….Rakh dain gay zindagi tera basta utar ker…
Waraq waraq meri nazrun mein kaynat ka hai,,Keh daste ghaib sey likhi hoi kitaab hun mein,,,
Zindagi aik kitaab ki manind hai,jis mein buhat sey baab hain,Agar koi baab aap k matlab ka nahi tu ic ka ye matlab nahi k pori kitab kesi kaam ki nahi…
Kitabe Ishaq likhny ki mujhy fursat nahi sahib,,,abhi tak be wafai per meri tahqeq jari hai…
Zindagi ki kitab mein itni ghaltya maat karo keh ,pencil sey pahly,,Rabar khatm hu jaye,,aur tuba sey pahly zindagi..
Wo kitabun mein daraj tha hi nahi,,,ju parhaya sabaq zamany ney …
Kitaab hamari bahtareen sathi hoti hai,laikn ju sabaq hamain zindagi sikhati hai ,wo koi aur chez nahi sikha sakti..however kitab tanhai mein bahtareen sathi sabit hoti hai,,
11 best Quotes in urdu