Urdu Quotes
|

10 Best Quotes in Urdu!!

10 Best Quotes in Urdu

Slide1

کبھی آنسو،کبھی سجدے ،کبھی ہاتھوں کا اُٹھ جانا ،خواہیشیں ادھوری ہوں تو رب کتنا یاد آتا ہے

kabhi ansoo, kabhi sjday, kabhi hathon ka aُth jana, Khwaheshe adhuri hon to rab kitna yaad aata hai

Apni Soch Kesy Badli Jaye ,,Click

Slide2

نہیں ہوتا ادھورا کوئی ، کسی شخص کے بچھڑنے سے
وقت گزر ہی جاتا ہے کچھ پا کر بھی کچھ کھو کر بھی

Nahi hota adhoora koi , kesi shakhs ke bichernay se Waqat guzar hi jata hai kuch pa kar bhi Kch kho kar bhi,

Slide3

انسان اتنا مضبوط ہے کہ ، پہاڑوں کا سینہ چیر کر رکھ دے
اور کمزور اتنا ہے کہ لہجوں اور لفظوں سے ٹوٹ جاتا ہے

Insaan itna mazboot hai ke Paharun ka seenah cheer kar rakh day aur kamzor itna hai keLahjun aur lafzon se toot jata hai

Slide4

انگلی اُٹھانے کو تو ہر کوئی آجاتا ہے ، مگر ہاتھ تھامنے کیلئے تو سایہ بھی ساتھ نہیں دیتا

ungli uthanay ko to har koi ajata hai, magar haath thaamnay ke liye, to saya bhi sath nahi deta

Aurat ki Zindagi par Anmol Lafzun ki Mala

Slide5 1

مجھے ان لوگوں کی پرواہ نہیں ، جومیرے دُشمن ہیں ،محتاط ان لوگوں سے ہوں ،جو میرے ساتھ ہوتے ہوئے دل میں بغض اورنفرت رکھتے ہیں

mujhe un logon ki parwah nahi, jo mere dushman hain, mohtaat un logon se hon, jo mere sath hotay hue dil mein bughz Aur Nafrat rakhtay hain

Slide6

دلوں میں اُترنے کیلئے ،سیڑھیوں کی نہیں بلکہ اچھے اخلاق کی ضرورت ہوتی ہے

Dilon mein Utarny ke liye, seerihoon ki nahi, balkay achay ikhlaq ki zaroorat hoti hai

Slide7

ہم جو کرتے ہیں ہمیں وہ کبھی غلط نہیں لگتا ، ہمیں بس وہی غلط لگتا ہے جو دوسرے کرتے ہیں

hum jo karte hain hamein woh kabhi ghalat nahi lagta, hamein bas wohi ghalat lagta hai, jo dosray karte hain

Waqat Aur Zindagi

Slide8

تم وقت کو چھوٹی چیز مت سمجھو ،اس نے بڑے بڑے بادشاہوں کے دن پلٹ دیئے ہیں

tum waqt ko choti cheez mat smjo, is ney barray barray badshahon ke din palat diye hain

Slide9

جس زبان سے جھوٹ نکلنا بند ہو جائے ،اُس زبان سے کی گئی دُعا کبھی رد نہیں ہوتی

jis zabaan se jhoot niklana band ho jaye, uss zabaan se ki gayi Dwaa kabhi radd nahi hoti

Slide10

دُنیا میں ہر شخص درد کا تجربہ رکھتا ہے ،لیکن انسان پھر دوسروں کے درد کو نہیں سمجھتا

duniya mein har shakhs dard ka tajurbah rakhta hai, lekin insaan phir doosron ke dard ko nahi samjhta

Slide11

10 Best Quotes for success in life.

Similar Posts