Quotes in Urdu 2020 Best Collection
Quotes in Urdu 2020 Best Collection, is post mein best quotes ky sath in quotes ki video bhi shamil hai jysy sun kr aur parh ap ki life mein change zaroor aaye ga.
ایک منٹ لگتا ہے رشتوں کا مذاق اُڑانے میںاور ساری عمر بیت جاتی ہےایک رشتے کو بنانے میں
Aik Minute legta hai Rishton Ka Mazak
Urane Mein Aur Sari Umer Beet Jati hai Aik Rishty Ko Banane Mein
Quotes in Urdu

ایک انسان کے آنے کی خبر اس دُنیا میں9مہینے پہلے ہی ہو جاتی ہے پر جانے کی خبر 9سیکنڈ پہلے بھی نہیں پڑتی
Aik Insan K Aane Ki Khabar Is Dunia Mein 9 Mehene Pahly He Ho Jati Hai
Per jane Ki Khabar 9 Second Phly Bhi Nahi Parti

وقت اور قسمت پر کبھی گھمنڈ مت کرناکیونکہ صبح اُن کی بھی ہوتی ہےجن کے دن خراب ہو تے ہیں
Waqat aur qasamt per kabhi gumand mat krna kiyoun k Subha ki un ki bhi hoty hai
jin ky din Kharab hoty hain

بُرے وقت میں کسی سے کوئی اُمیدمت رکھو کیونکہ سمجھوتےشیر کو بھی کتا بنا دیتے ہیں
Bury waqat mien kysi se koi umeed mat rakho kiyon k samjothy sher ko bhi
kutta bana dyty hain

سب کو اُڑ جانا ایک دن تصویرمیں رنگوں کی طرحہم وقت کی ٹہنی پر بیٹھے ہیںان پرندوں کی طرح
Sab ko ur jana hai aik din tasveer mein rangoon ki taraha
hum waqat ki taheni per bethy hain
parindon ki taraha

زندگی میں ہم جو چاہتے ہیںوہ آسانی سے نہیں ملتالیکن زندگی کا سچ یہ ہے کہ ہم بھی وہیچاہتے ہیں جو آسان نہیں ہوتا
Zindagi mein hum jo chahaty hain wo Asani se nahi milta
liken zindagi ka sach yeh hai k hum bhi wohi chahty hain jo aasan nahi hota

وہ سب ہو سکتا ہے جو آپ سوچتے ہیںبس کسی کا بُرا مت کیجئےاور رب پر بھروسہ رکھیئے
Wo sab ho sakta hai jo aap sochty hain bus kysi ka bura mat kejiye
Aur RAB per Bhrosa rakhye

اوقات سے بڑے دیکھاوےانسان کو قرض میں ڈوبا دیتے ہیں
Aukat se bary dakhway
Insan ko Karz Mein Dooba Dyty hain

پہچان کہاں ہو پاتی ہے اب انسانوں کیاب تو گھڑی ،کپڑے اور جوتےلوگوں کی اوقات طے کرتے ہیں
Pehchan Kahan Ho Pati Hai Ab Insano ki
Ab to gari , kapry aur Joty
Logon ki Okat Tay Karty Hain

یہ زندگی ہے صاحب جینا سکھائے بنامرنے نہیں دیتی
Yeh Zindagi Hai Sahab Jeena Seekhaye Bina
Marne Nahin Dayti

غلطی پیٹھ کی طرح ہوتی ہےخود کے سوا باقی سب کو دیکھتی ہے
Galti peet ki tarah hoti hai
Khud k sawa baki sab ko dakhti hai

سچ سُننے سے نہ جانے کیوںکتراتے ہیں لوگ ،تعریف چاہے جھوٹی ہوسُن کر خوب مسکراتے ہیں لوگ
Sach sunene se na jane kiyoun kitraty hain log
tareef chahye jhoti ho sun kar Khub muskraty hain log

خدا جس کی حفاظت ٹھان لیتا ہےتو مکڑی کے جالے کی چادر تان دیتا ہےاگر وہ زندگی لکھ دے تو سمندر راستہ دے گااگر وہ موت لکھ دے تو مچھر بھی جان لے گا
Khuda jis ki Hafazat tahan leta hai
to wo makari k jaly ki chadar taan dyta hain
ager wo zindagi likh day to samundary rasta day ga
agar wo mout likh day to machar bhi jaan lay ga

بھیڑ میں سب لوگ اچھے نہیں ہوتے ہیںاور اچھے لوگوں کی بھیڑ کبھی نہیں ہوتی
Bheer mein sab log achy nahi hoty hain
aur achy logon ki bheer kabhi nahin hoti