10 Best Quotes About Tarbiyat
[highlight color=”black”]10 Best Quotes by Tarbiyat[/highlight]
Quotes about “Tarbiyat” encompass a collection of profound insights into the delicate art of nurturing and upbringing. These quotes delve into the intricacies of fostering growth, character development, and moral guidance in individuals.
They encapsulate the essence of providing a supportive environment that nurtures not only intellectual development but also emotional and ethical growth (Quotes About Tarbiyat). These quotes shed light on the role of parents, mentors, and educators in shaping the future of the younger generation.
Quotes About Tarbiyat for Motivation
With reflections on instilling values, imparting wisdom, and cultivating resilience, these quotes serve as a source of inspiration for those entrusted with the responsibility of raising and guiding others.
Whether highlighting the significance of patience and empathy or emphasizing the role of positive role models, these quotes offer invaluable insights into the transformative journey of Tarbiyat.
( Motivational Quotes )When there is pain in the heart, tears come in your eyes. For this situation we have come up with a unique collection of latest Tarbiyat Quotes, Tarbiyat Sms, Ashq Shayari and Tarbiyat Status in Hindi and English. Read and share our collection that is completely related to the poetry of tears.
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Tum itne bhi mat ger jao kah tumhary Maa Baap ki di hue tarbiyat per log ungliyan uthane leg jain[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Jis tarha kamary mein mujood choty choty surrakh soraj kay hone ki gowahi dyty hain is tarha insan ki choti choti batein is ki tarbiyat aur akhlaq ki pehchan krwa deti hain[/box] Quotes About Tarbiyat
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Tahzeeb, Tarbiyat, Taleem, ( Urdu Life Quotes )Tameez aur taluq yeh sub lafaz purane dino mein samet gaye hain[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Ghulam hon apne ghar walon ki tarbiyat ka warna main bhi logon ko un ki okat dekhane ka hunar rkhta hon[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Un logon ky sath guzara ho skta hai jin ki tabyat kharab hai mager un ky sath nahin jin ki tarbiyat Kharab ho!![/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Tumhary Nafas ki tarbiyat kay leyeh itna !! tum an cheezon se doori ikhtyar kro jo tumhein dosron mein buri lgti hain.[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Jab baap ko surf paysa banane ki fikar ho aur maa ko banao sangahar se fursat na ho to bechon ki Tarbiyat TV hi kiya kerty hain…[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Taleem ki kami ko achi tarbiyat bari Khubsurti se dhanp leti hai mager Tarbiyat ki kami kay shaygaaf ko taleem kabhi pur nahin kr sekti [/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Bechy ko aik zor se thapar lega kr hum kehty hain kah ketne bar kaha hai kah dosron ko mara mat kro zoor ka chela kar kehty hain kah cheekha na kro jhoot se rukne kay leye is ko kehty hain jhoot bolne waly ki zuban kali ho jati hai jo akhlaq, aadaat wat athwar aap apni ulaad mein paida krna chahaty hain as ka amli
namoona ban kar dekhayeh bechy wohi kerin gy jo aap ko karta dakhin gy un ki behtreen tarbiyat kay leye apni tarbiyat kejye[/box]
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Lehaz aur ajnabi aurat ki azat bari se bari degree bhi seekha sekti agar seekha skti hai to surf ghar ki tarbiyat[/box]