thumb 13

Jahez aik Lanat hai 10 Quotes about Jahez

“Quotes about Jahez in Urdu and Hindi” are reflections and statements that address the complex social issue of dowry, known as “Jahez” in some cultures. These quotes often convey perspectives on the harmful effects and societal pressures associated with the practice of giving or receiving dowry during weddings.

10 Quotes about Jahez

They may shed light on the importance of discouraging this tradition to promote gender equality, financial stability, and healthier relationships. These quotes serve as a platform for discussion and reflection on the impact of dowry on individuals and society.

[highlight color=”black”]Jahez aik Lanat hai 10 Quotes about Jahez(Motivational Urdu Quotes)[/highlight]

Jahez K Topic Per Mene Kuch Quotes Jamah Kiya Hai.. Umeed Hai K Yeh Mawaad Ap Ki Rehnumai Kare Ga… Or Jahez Ki Rasm Se Related Ap Ki Galat’fehmiyaa’n Door Karey Ga.. Agar Iss Mein Ap Ko Kisi Kism Ki Koi Galati Nazar Aaye Tou Uss K Liye Mein Ap Sub Se Muaafi Ka Talabgaar Hun Because Yeh 1 Bohat Sensitive Topic Hai Or 1 Khatarnaak Rasm Bhi Hai Jis Ki Waja Se Roz Kisi Gareeb Ki Beti Khud’kushi Karti Hai. Ya Koi Baap Uss Jahez K Qarz Taley Dabb K Mar Jata Hai..


Aap Log Sochte Honge Ki Ham Jahez Ko Itna Bahayanak Kyun Bata Rahe Hain To Aise Sochne Wale Bohot Kam Hi Haqeeqat Ko Jante Honge Unhone Ye To News Kabhi Kabhar Suna Hoga Ya Kisi Dost Se K Jahez Ki Wajhe Se Ye Hadsa Hua Wo Hadsa Hua Kabhi Ankhon Se Nahi Dekha Hoga Na Kabhi Khud Par Beeti Hogi.Main ne koshish ki hai ko Aqwal e zareen (Motivational quotes) ky zarye aap ky dil mein jahez ki lanat ky bary mein beta skon kh yeh kitna khatnak hai hamry leye hamary society ky lye. Quotes about Jahez 

01 28

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jahez ke farnecher ki polish utar gai magar baap ka qarza ab tak nahi utra[/box] Quotes about Jahez 02 32

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Zindagi mein itna kamao k bety ki shadi mein jaheaz mangny ki nobat na aye beti ko itna parhao k jahez deny ki zarorat na pary [/box]03 31

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jaheaz wo maa baap mangty hain jinhain pori tarah sey yaqeen hota hai k unhon ney aik nakami ulad kojanam deya hai[/box]05 26

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Sab ney pocha k beti jahez mein kia le kar ai hai kesi ney ye nahi pocha k beti kya chor kar ai hai[/box]06 30

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Janen kitni rahi hun gi majboreyan ju aik baap ka sir jhuk gaya jaheaz k peasy jama kerty kerty ..phir aik beti ka baap bik gaya [/box]07 28

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Parh leany de jeye osy chand kitabean sahib kokh se bach ker ai hai jaheaz sey bhi bach jaye gi [/box]08 29

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Kuch nahi badla hai janab ic samaj mein sab zaban ka pher aur nazron ka dhoka hai[/box]09 23

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Kesi ghareeb ki beti sey jaheaz leany sey behtar hai kesi amer sey bhek mang lo [/box]10 25

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tery hi Angan mein khli hun mein tetli ban ker Aasman mein uri hun ,meri uran ko tu sharminda na ker Aey Babul mujhy jaheaz dey ker Wida na ker [/box]thumb 13[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jahaiz keya hai us baap sey pocho Jis ki Zameen bhi chali gai beti bhi[/box]

Similar Posts