Qeemti Batein Urdu Quotes Collection
Qeemti Batein Urdu Quotes Collection, Baaz dafa aik line insan ki zindagi ko badal dyti hai. kuch batein asi hoti hain janhein bar bar parhne ka man karta hai aur usy jab bhi parha jata hai ya suna jata hai to ajeeb se kafiyat aur saroor aata hai. is post mein asi he baaton ki collection upload kar raha hon jysi parh kar aur sun ki ap ki life mein zaroor change aaye ga.

چھوٹی چھوٹی نیکیا ں کرنے سے گریز نہ کرو کیونکہ
کڑکتی دھوپ میں ابر کا اک ٹکڑا بھی ابر رحمت
ثابت ہوتا ہے چاہے وہ برسے یا نہ برسے
Choti Choti Naikiyan karne se guraiz na karo,
kiyoun k karkati dhoop mein abar ka aik tokra bhi
abar rehmat sabat hota hai chaye wo barsy ya na barsay

دلچسپی کو طلب مت بننے دو کیونکہ طلب
کی شدت بڑھ کر ضرورت بن جاتی ہے
اور ضرورت بڑھ کر کمزوری
Dilchaspi ko talab mat banene do
kiyoun talab ki shadat barh kar zaroorat ban jati hai aur
zaroorat barh kar kamzoori

جو عزت کرناجانتا ہے محبت کرنے کا
اہل وہی ہوتا ہے
محبت پر عزت کو فوقیت ہے
اور جس نگاہ میں عزت نہیں وہ محبت
کے رنگ بھرنے کےلائق ہی نہیں ہوتی
Jo Azzat karna janta hai
mohbbat karne ka ahel wohi hai
mohbbat per azzat foqait hai aur
jis nagaha mein azzat nahin wo
mohbbat ke rang bharne ky like he nahi hoti

اچھے انسانوں کی توفہرست بنائی جا سکتی ہے برے
انسانوں کی نہیں وہ بیشمار
ملتے ہیں اور ہر جگہ ہوتے ہیں
Achay insano ki to fehrast banai ja sakti hai
buray insaano ki nahi wo beshumar milty hain
aur har jaga hotay hain

آدمی اچھا تھا
یہ الفاظ انسان کو تب ملتے ہیں
جب سماعتیں سننے کے قابل نہیں رہتیں
خدارا ! زندہ لوگوں کی قدر کیحئے
Adami acha tha yeh alfaz insan ko tab milty hain
jab samatein sunene ky qabil nahin rehtein, khudara zinda logon ki qadar karin.

اگر آپ کمرہ امتحان میں بیٹھے ہی نہیں
امتحان نہیں دیا تو نتیجے میں
آپ کا نام کیونکر ہوگا ؟
بڑے نتائج بڑے امتحانوں کے بعد ملتے ہیں
Agar kamra imthan mein bethy he nahin
imthan nahi dia to netajy mein ap ka naam kiyoun kar ho ga?
baray nataaj barhy imthano ky bad milty hain

دُعائیں دینے والے سے بڑھ کر دُنیا میں سخی نہیں
اور دُعائیں سمیٹنے والے سے بڑھ کر دُنیا میں
کوئی دولت مند نہیں
Duain dayne waly se barh kar
dunia mein sakhi nahi aur
duain samaytne waly se barh kar dunia mein
koi doulat mand nahi

زمیں اور اہل زمین کے درمیان
بکھری اچھی باتوں اور عادتوں کو
ایسے چنو جیسے پرندے زندگی کے لیے رزق چنتے ہیں
zameen aur ahel zameen ky darmiyan
bakhri achi baton aur adataton ko
asay chuno jaysy parnday zindagi kay ley razzq chuntay hain

سفر شوق میں کیوں کا نپتے ہیں پاؤں ترے
آنکھ رکھتا ہے تو پھر آنکھ چراتا کیا ہے
عمر بھر اپنے گر یباں سے الجھنے والے
تو مجھے میرے ہی سائے سے ڈراتا کیا
Safar e shoq mein kiyoun kampaty hain paon tere
aankh rakhta hai to phir aankh churata kiya hai
umer bhar apne gariban se uljhene waly
to mujhe mere he saye se darata kia hai

چار چیزوں کو چار چیزوں سے دھویاکرو
زبان کو ذکر سے آنکھوں کو آنسوؤں سے
گناہوں کو استغفار سے اور دل کو خوف خداسے
Chaar cheezon ko chaar cheezon se dhoya karo
zaban ko zakar se aankhon ko aanson se
gunhaon ko astakhfar se aur dil ko khuf e khuda se

اپنے اخلاق اور کردار کو ہمیشہ عمدہ رکھو
کیوں کہ اس سے خون اور
خاندان کی پہچان ہوتی ہے
Apne akhlaq aur kardar ko hamsha unda rakho
kiyoun k is se khoon aur khandan ki pehchan hoti hai

توڑنا نہیں جوڑنا سیکھو کیوں کہ توڑنے
والوں کی حویلیاں ویران اور جوڑنے والوں
کی قبریں بھی آباد رہتی ہے
torna nahi jorna seekho kiyoun k torne
walon ki huwiliyan waran aur
jurne walon ki qabarin bhi abad rehti hain

انسان اس وقت آزاد تھا جب فون تار
کے ساتھ بند ھا ہوا تھا
جب سے فون آزاد ہوا ہے اس نے انسان
کو اپنے ساتھ باندھ لیا ہے
insan us waqat azad tha jab phon taar kay sath bandha huwa tha
jab phone se azad huwa hai is ne
insan ko apne sath baand liya hai

دولت ایک ایسی تتلی ہے جسے
پکڑتے پکڑتے آدمی اپنوں سے
بہت دور نکل جاتا ہے
Doulat aik asi tatli hai jasy pakrty pakrty Adami apno se bhot door nikal jata hai

ہم ایک ٹرانسمشن ٹاور کی طرح ہیں
جہاں سے ہمارے خیالات
اور فیلنگز سگنلز کی طرح یونیورس
کی طرف جاتے ہیں اور وہاں
سے اسی فریکونسی والی چیزوں کو زندگی میں لے آتے ہیں
Hum aik transmission tower ki tarha hain
jahan se hamary khayalat aur feelings k signals ki tarha univers ki taraf jatay hain aur wahan se asi frequncy wali cheezon ko zindagi mei nlay aaty hain

امیر آدمی غصہ کرتا ہے تو لوگ کہتے ہیںصاحب کا بی پی ہائی ہوگیا ہےجب غریب آدمی غصہ کرتا ہے تو کہتے ہیںاس کا دماغ خراب ہوگیا ہے
ameer adami gussa karta hai to log kehty hain
sahab ka BP high ho gya hai
jab gareeb adami gussa karta hai to kehty hain is ka damag khrab ho gya hai