Piyari Baton Ka Guldasta Quotes About Life
Piyari Baton Ka Guldasta Quotes About Life
In This Post You Will Know About Life (Piyari Baton Ka Guldasta) Zindagi ko samajhne ke liye zindagi ke qwaneen ke baare mein janna bahut zaroori hai.
Zindagi Main Mojod Zahraly Logo ko Itna Das Lain K Wo Apny Ap Ko Das Lain
Ager Gharoor Koi Ilm Hota To Us K Sanad Yafta Bayshumar Hotay
Zindagi Ka Her Imthyan Insan Zahant Aor Mehnay Say Pass Nh Kr Skta Bazz Imthanoo K Liay Qismat K Elwa Aor Koi Chezz Derkar Nh Hoti
Haq Aor Haqeqt Ko Talash Krna Prta Hy Afwahain To Ghr Bethay Ap Tk Pounch Jati Hain
Apny Ander Berdasht Pyada Krain Maloom Nh Ap Ko Kn Kn Berdasht Kr Rha Hy
Samjhadri Ki Batain Do Hi Log Krty Hain Aik Zyada Omer Waly Aor Dosary Wo Jhinoh Ny Km omeri Main Bouth Mushklt Dekhi Hoo
Takat Kyambi Sy Nh Milti Bilk Jidojahid Sy Hasil Hoti HY Sakht Mushklt Sy Guzerny K Bawajood BHi Har Na Manana Drasl Yehi Takt Hy (Inspirng Quotes )
Kisi Say Nafrt Us Wkt Kro Jb Us K Baray Main Sb Kuxh Jan Lo Us Wakt Nh Jb Us Ky Baray Main Sab Kuch Sun Lo
Insanyat Onchay Hasb Nasb Ki MeraC Nh Howa Krti Ye Fitrat Main Basti Aor Terybat K Sath Rhoo Main Dorti Hy
Takt Wr Ka Nuksan Na Kejiay Wo AP Ki Dunya Khatry Main Dal Dy Ga Kmazor Ka Nuksan Na Kejiy Wo Apki Akhrat Ko Khtry Main Dal Day Ga ( Motivational Quotes )
Kuch Log Bazahir Ap K Khare Khwa Hoty Hain Lekn Chupky Chupky Ander Hi Ander Ap Ki Jrain Bhi Kat Rahy Hoty Hain
Ye Am Sy Log Hi Bouth Khas Hotay Hain Werna Khas Log To Aj K Zamny Main Am Pye Jaty Hain
Kuch Log Jharyio Ki Thra Hoty Hain Un Sy Uljhany Ki Bejy Un Sy Bach Kr Niklna Chaihy
Her Thra K Mood Jo Insan Khaloos Dil Say Ap Ky Sath Howa Asal Sathi Wo Hi Hota HY
Zindagi Main Mojod Zaherly Logo Ko Itna Ignore Krain K Wo Apny Ap Ko Das Lain
Apni Masrofyat Ka Jyaza Lo Qk AP Ki Masrofyat Ghumarhi Bhi Ho Skti Hy Aor Ap Ki Masrofyat Ibadt Bhi Ho Skti Hy ( Urdu Quotes )
Takleef Aor Pryashni Ka Matlb Ye Nh K Allah Ap Say Naraz Hy Jb Allah Kisi Sy Muhabt Krta Hy To Usay Azmysh Main Dalta Hy Ta K Us Ki Ajzii Sun Sky ( Quotes )
Log Ye To Nh Janty K Qyamt K Din Un K Sath Kya Ho Ga Lekn WO Ye Zaroor Janty Hain K Dosro K Sath Kya Ho Ga