Motivational quotes!!
Motivational Quotes زندگی میں جینے کی اُمنگ پیدا کر دیتے ہیں اور ہم راستے سے بھٹک بھی جائیں یا حوصلہ ہار بیٹھیں تب یہ اقوال ہمیں آگے بڑھنے میں اور منزل تک پہنچنے میں ساتھ دیتے ہیں ۔کسی نے کیا خوب ہے کہ۔
منزل انہیں کو ملتی ہے جن کے سپنوں میں جان ہوتی ہے
پنکھ سے کچھ نہیں ہوتا حوصلوں سے اُڑان ہوتی ہے
Motivational quotes
جب درد حد سے بڑھ جاتا ہے،تو انسان روتا نہیں ،خاموش ہو جاتا ہے۔
Jab Darad had sey barh jata hai tu,insaan Rota nahi khamosh hu jata hai,
نہیں مایوس میں اپنے خدا سے،بدل جاتی ہے قسمت بھی دعا سے۔۔
Nahi mayos mein apny Khuda sey,Badal jati hai Qismat bhi Dwa sey..
بات صرف ضرورت کی نہیں ہوتی،قدر کی ہوتی ہے،جگہ بنانی پڑتی ہے،دل میں ہو یا گھر میں،،،
Baat Sirf Zarorat zarorat ki nahi hoti,Qadar ki hoti hai,Jaga banani parti hai,Dil mein hu ya Ghar mein..
motivational quotes
فاصلے کبھی رشتے الگ نہیں کرتے،اور نزدیکیاں،کبھی رشتے نہیں بناتی،اگر احساس سچے اور پر خلوص ہوں،تو رشتے ہمیشہ زندہ رہتے ہیں۔۔
Fasly Kabhi rishty alag nahi karty,,Aur nazdeqyan kabhi rishty nahi banati,Agar Ahsas acha aur pur khalos hu tu ,Rishty hamisha zinda rahty hain..
اگر زندگی میں کچھ پانا ہے تو،طریقہ بدلو اراداہ نہیں
Agar Zindagi mein kuch pana hai tu,Tareqa badlo Irada nahi..
Zindagi k har Mor per Sulah karna sekho,,,Keyon k Jhukta wohi hai jis mein jaan hoti hai,Akarna tu Murdy ki pahchan hoti hai..
Aap ka Qirdar hi ap ki pahchan hai,Warna aik naam k Lakhun insaan hain,,
Zindagi k 2 pahlo hain kabhi rishty nibhaty nibhaty Rasty kho jaty hain,Kabhi Kabhi Rastun per chalty howy rishty ban jaty hain,,,Kesi ko Rishty Rass aa jaty hain aur kesi ko rishty,,,,Faraq bas itna hai k Rastun k Dukh bardashat hu jaty hain,Laikn RISHTUN k nahi..
Kitabun ki ilawa ju cheaz sabaq deti hai,,Wo zindagi hai…
Kamyabi insaan ko badalti nahi..Be Naqab ker deti hai..