10 Best life changing Quotes in Urdu
10 Best life changing Quotes

AHSAS..wo cheaz hai jis mein gheron ka bhi dukh..Aapko pana lagta hai..
10 Best life changing Quotes

Koi bhi insaan pori dunya k leye nahi jeta,balk kuch khas logun k leye jeta hai,,Ju ic ko pori dunya hoty hain..

Insaneyat wo cheaz hai ju..dushman ko bhi sahara deny per majbor ker deti hai,,

Bury saloq ka bahtaren jawab,,acha saloq hai,,aur jahalt ka bahtaren jawab khamoshi hai..

Khwahishat ki be lagam mat chorain,agar ye baghi hu jayen tu…Izat ,Zilat ,Halal o Haram ,Jayz o Najayez ki tameez kho deti hain,,

life changing Quotes in Urdu and Hindi
Jab ap ka dil dard sey bhar jaye ,aur ankhun mein aanso aa jayen,tu apny rab sey chupky chupky…batain ker lia karain ,,wo sab janta hai magar ap ko sun,na chahta hai…

Waqat aur Samjh aik sath..Khush qismat logun ko milty hain.keyon ke aksar waqat per samjh nahi hoti,aur samjh aany per waqat nahi hota..

Meyan ,Bevi ka rishta dunya ka wahid rishta hai,jis mein aik hi insaan sey ,kai bar nafrat,aur bar bar muhabat ho sakti hai..

Azeyat k jawab mein azeyat de ker,insan ko tasqeen nahi milti..balke dil ka sakon tu maaf ker deny mein hai..
