Life changing Hindi,urdu quotes!!
Hindi and urdu quotes

زندگی کانٹوں کا سفر ہے ,اور حوصلہ اس کی پہچان ہے ,بنے بنائے راستوں پر تو سبھی چلتے ہیں
پر جو دوسروں کیلئے راستہ بنائے وہی انسان ہے
Zindagi Kaanton Ka Safar HaiAurHosla Is Ki Pehchan Hai Banay Banaye Raastoon Par To SabhiChaltayHain
Par Jo Doosron KeLiye Rasta Banaye Wohi Insaan Hai
ज़िंदगी कांटों का सफर है
और होसला इस की पहचान है
बने बनाये रास्तो पर तो सभी चलते हैं
पर जो दूसरों के लिए रास्ता बनाये वही इंसान है
Hindi and urdu quotes

जब आप मसरूफ होते हैं तो सब कुछ आसान होता है
और जब आप सुस्त होते हैं तब कुछ भी आसान नहीं लगता है
Jab Aap Masroof Hotay Hain To Sab Kuch Aassan Hota Hai Aur Jab Aap Sust Hotay Hain Tab Kuch Bhi Aassan Nahi Lagta Hai

ज़िन्दगी में पछतावा करना छोर्रो
कुछ ऐसा करो तुम्हे छोड़ देने वाले पछतायें
Zindagi Mein Pachtaawa Karna Chhorro Kuch Aisa KaroTumhe Chore Dainay Walay Pechatain.

Doulat Se Dost BanayWoh Dost Nahi
Par SachKahoon Is Duniya Mein
Dost Jaisi Koi Doulat Nahi

Jab Tak Kisi Kaam Ko Karo Ge Nahi Tab Tak Wohi Kaam Namumkin Sa Lagta Hai Yahi Duniya Mein Hota Aaya Hai

Rastay Bhi Ziddi Hain Aur Manzilain Bhi Ziddi Hain Dekhte Hain Kal Kya Ho Ga Hauslay Bhi Ziddi Hain

Utho Jaago Aur Tab Tak Mat Rukko
Jab Tak Tum –ApneManzil Ko Pa Nahi Letay

Mehnati Insaan Ke Samnay Pahar Bhi Kanker Lagnay Lagta Hai Aur Kaahil Sust Insaan Ke Samnay Kanker Bhi Pahar Ban JataHai

Agar Sooraj Ki Terhan Chamakna Chahtay Ho To Sab Se Pehlay Sooraj Ki Terhan Tapna Sikho

Log Afsos Ke Sath Kehte Hain Ke
Koi Kisi KaNahi Magar Woh Khud Se Kehna Bhool Jatay Hain Ke Woh Khud Kis Ke Hain
زندگی کانٹوں کا سفر ہے
