Ehsas 16 Best urdu quotes with images || feeling best quotes
Ehsas 16 Best urdu quotes
Ehsas Quotations
Fatia logun k marny per nahi,ahsas k marny per parhni chaheye,keyon k log mar jaye tu sabr aa jata hai,laikn ahsas mar jaye tu,Muashra mar jata hai..
Kuch log muskarahty bakher,ker bhi ye ahsas nahi hony dety,k wo andar sey mar chuky hain
Zamer marta hai ahsas ki khamoshi sey,ye wo wafat hai jis ki khabr nahi hoti,
Mujudagi ahsas nahi dilate balk,mahromi ahsas dilate hai,
Insan ko apny andar jhnakna aa jaye tu,wo dosarun k ahsasat ko samjhny k ,qabil hu jata hai,
Ahsas badal jaty hain ,aur kuch bhi nahi,warna nafrt aur muhabat aik hi dil sey hoti hai,
Kia karain ahsas ki chadar mein,itny pewand lag chuky hain k,ab kuch mahsos nahi hota,,
Rishty hamain ,zinda hony ka ahsas dilaty hain,taluq muskrat muskrat ker ye kahta hai koi,hamari zaat sey jura hai,aur kesi ki zaat sey hun jury hain,,
Jab aap ko ahsas hu jay ke,Aap kesi ki zindagi mein izafi shy k siwa kuch bhi nahi,tu aap ko khamoshi sey manzir sey ghaib hu jana chaheye,Muhabat hijar tu bardasht ker sakti hai,magar tazlel nahi,
Kayenat ki sab sey mahngi cheaz ahsas hai,ju dunya k her insan k pas nahi hoti…
Khameyon ka ahsas ,Kamyabeyo ki kunji hai,,
Ehsas 16 Best urdu quotes