Dushman 18 best urdu quotes with images
Dushman 18 best urdu quotes

Dushmano k khemy mein chal rahi thi,,mery qatal ki sazishen,mein puhncha tu wo boly…Yaar teri umar buhat lambi hai…
Dushman 18 best urdu quotes

Raftar zindagi kuch ic tarah banaye rakhye,dushman koi aagy na nikal jaye,,,aur dost koi pechy na rah jaye…

Insan ka apna dushman sey badla leny ka…sab sey acha tareqa ye hai ke,wo apni khubeyo mein izafa kary…

Tum dushmano k samny aesy raho…jesy aik zuban 32 danto k darmyan rahti hai,milti sab sey hai ,magar dabti kesi sey nahi..

Ilam ki sab sey bari dushman,jahalat nahi balk ,sab malom hony ki khush fahmi hai…

Dost aur dushman ko kabhi bhi etbar ki zarorat nahi hoti,keyon k dushman kabhi yaqen nahi kary ga,aur dost kabhi shaq nahi kary ga..

Dushman sey hamisha bacho,aur dost sey uc waqat sey bacho,jab wo tumhari tareef kary..

Dushman sey zayada khatarnak wo hai,ju dost ban ker dhoka day..

Dushman ko jalana aur dost k leye jaan ,ki bazi lagana hamari fitrat hai..

Uc dushman sey mat daro,ju akely mein tum per war kary,balk ic dost sey daro ju mahfil mein tumhari ,izat per war kary..

Achai ki taraf bulany waly,Aap ka dushman nahi ho sakta,aur burai sey na mana kerny wala,Aap ka dsot nahi hu sakta..

Sakhawat wo khubi hai,ju insaan ki qadar ic k dushman k dil mein bhi peda ker deti hai..

Agar Aap apny dushman ko sazaz dena,chahty hain tu aap khush rahye..

So dushmano sey,bahtr wo aik dost hai,ju dil mein nafrat tu rakhta,ye laikn munafiqat nahi karta..

Insan ko ic ki burayon sameet qabol kerny wala,ic ka sacha dost hai ,keyon ke ,khubya tu dushman ki bhi mutasir kerti hai..

Khwahish parasti halak ker deny wala sathi hai,aur buri adat aik taqat war dushman hai

Sakandar Azam sey kesi ney pocha,itni choti sey zindagi mein itni bari dunya ko kesy fatah kia..Sakandar Azam ney jawab dia,dushmano ko itna majbor kia k wo dost ban gaye,,,aur doston ko kabhi nahi chora k wo dushman ban jaye,,
