doulat 16 best urdu quotes with images
Doulat quotes in urdu
Dost ko dolat ki nigah sey mat dekho,wafa karny waly dost aksar ghareb hoty hain…
Izat bhi mily gi tumhain,dolat bhi mily gai..khidmat karo maa baap ki ,janat bhi mily gi..
Aj ka insan siraf dolat ko khush nasebi,samjhta hai ye hi ic ki bad nasebi ka sabot hai..
Insan ki sab sey bari dolat,uc ka acha ikhlaq hai..
Kabhi bhi apni jismani taqat,aur dolat per bharosa na karo,keyon k bemari aur ghurbat Aany mein dair nahi lagti…
Dolat ki muhabt ,,Gharebi ka dar peda kerti hai,,
Dolat rutba aur ikhtyar milny sey,insan badalta nahi hai,balk ic ka asal chehra samny aa jata hai…
Dolat dunya ki hu ya emaan ki,jitni barhti jaye gi,itni nend kam hoti jaye gi..
Waqat aur dolat 2 aesi chezen hain,ju insan k ikhtyar mein nahi hai,waqat insan ko majbor aur,dolat insan ko maghror ker deti hai..
Dolat mati ki tarah hai,aur meti ko pair k nechy rakhna chahye,agar sar per charhao gay tu ,,Qabar ban jay gi,,Qabar zinda logo k leye nahi hoti..
Izat kamana ,dolat sey zayada mushqil hai,aur izat gunwana ,dolat ganwany sey zayada aasan hai..
Waqat ,dolat aur rishty ye wo chezen hain ,ju hamain muft mein milti hain,magar in ki qemat ka tab pata chalta hai,,,jab ye kho jati hai..
Pni umar aur dolat per kabhi,itbar na kerna,keyon k ju chez ginti mein aa jaye wo lazmi khtam hony wali hai..
Jab dolat ki khwahish chor do gay,tu dolat mand ban jao gay,,
Dolat aur husan ki lalach mein kabhi bhi apni serat kharab mat karain,keyo k dolat dunya mein hi khatam hu jati hai,aur husan mati mein dafan hu jay ga,,laikn achi serat a
Doulat quotes in urdu