Dilchasp Maloomat part 2!!
Dilchasp Maloomat part 2
ہم آپ کے لئے لایئں ہیں دلچسپ معلومات،اور امید کرتے ہیں کی آپ کو یہ اچھی لگیں گی،
اگر پیاز کاٹتے وقت چیوگم چبائی جائے ،تو آنکھوں سے آنسو بلکل بھی نہیں آتے
Agar payaz kat’ty waqat chewngum chabai jaye tu,Ankhun say Aanso bilkol bhi nahi aaty .!!
ایک بچھو چھے دن تک اپنی ،سانس کو روک کر زندہ رہ سکتا ہے
Aik Bichuo 6 Din tak apni saans kw rok ker zinda rah sakta hai..
Dilchasp Maloomat part 2
آپ جو کپڑے پہنتے ہیں اُس کا سیدھا اثر،آپ کے موڈ پر ہوتا ہے ،اس لیئے اچھے کپڑے پہنیے تاکہ آپ خوش رہیں
Aap ju kapry pahnty hain,ic ka sedha asar aap k Mood par hota hai,Ic leye achy kapry Pahneye taa k aap khush rahain…
کنگ کوبرا سانپ کی آنکھیں اتنی تیز ہوتی ہیں ،کہ وہ 91میڑ سے اپنے شکار کو دیکھ لیتاہے
Khushi ka pahla Aanso,Dayen Aankh say aur Dukh kaa pahla aanso,Bayen Aankh say nikalta hai..
بنا تکیےکے سونے سے کمر درد می آرام ملتا ہے ،اور اس ے ریڑھ کی ہڈی بھی مضبوط ہوتی ہے
Bina Takye k soony say Kamar darad mein aaraam milta hai,Aur is say Rerh ki Hadi bhi Mazboot rahti hai.
95 loog naya pen kharedny k badd,sab say pahly ju lafaz likhty hain,Wo in ka apna naam hota hai..
Log Aap k baary mein acha sun’ny per shaq karty hain,Magar jesy hi aap k baary mein bura sunty hain,tu Fooran yaqen kar lety hain..
Insaan 18 say 33 Saal ki umar mein ,Zayada tanao mahsos karty hain..
King Kobara Saanp ki aankhen itni teaz hoti hai keh,wo 91 meter say Aapny shiqar ko dekh leety hain..
Saanp apni Aankhen band nahi kar sakty,Aur na hi aankhen jhapka sakty hain,Ic leye soty waqat bhi in ki aankhan Khuli rahti hain..