Ameer and Gareeb 10 Best Urdu Quotes 3
“Best Urdu Quotes 3” is a captivating collection of the most compelling and thought-provoking quotations in the Urdu language. Covering a diverse range of themes, from love and life to wisdom and motivation, these quotes offer timeless insights and inspiration.
Best Urdu Quotes 3 Motivational
Whether you seek guidance, reflection, or simply a touch of eloquence, “Best Urdu Quotes 3” serves as a profound source of wisdom and inspiration, enriching your perspective with the beauty and depth of Urdu language and culture.
[highlight color=”black”]Ameer and Gareeb 10 Best urdu Quotes (Rich and Poor Quotes)[/highlight]
Ameer aur Gareeb meri nazar mein ameer insan dil se hota hai dhan dholat se nahin aksar logon ky pass pasy to bhot hoty hain megar wo dil se gareeb hoty hain aur un jysa koi gareeb hota bhi nahin. kiyoun keh pasy se aap bestar khareed skty hon megar nend nahin, pasy se aap medicine khareeb skty ho megra sehat nahin, pasy se aap nokar rakh skty ho megar Khadmat gar nahin, pasy se dunia ka sukh khareed skty ho megar dil ka skoon nahin, kuch log dhan dolat se gareeb hoty hain megar wo dil ky bhot ameer hoty hain.(Best urdu Quotes)
[ads1]
unhin apny jhonpari mein bhi mahel jysa sukoon milta hai, asal mayni mein ameer wo hai jis ky Parents, Bhai, Behan aur rishty dar us ky lye subkuch krne ko tayaar ho jain har khushi gami mein us ka sath dain us jysa ameer shakhs koi ho he nahi skta, haan main manta hon keh paysa ahim hai dunia mein zindgi guzarne ky lye megar paysa surf itna he kamao jtne tumhari zarorat hai.
Kysi ne kia khub kaha hai (keh dunia mein us se gareeb koi ni jis ka koi dost ni aur dunia mein us se ameer koi ni jo kabhi apny lia jiya he nahin) zindgi mei asy ki kahi example hamin mil jati hain jys aap ne aksar subha sweary dkha ho ga bhot se logon ko walk krty huy kiyoun keh ameer subha niklta hai ghar se pait ko kam krne ky lye aur gareeb niklta hai pait bhrne ky lye.
[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Itne ameer to nahin keh sub kuch kahreed lein par itne gareeb bhi nahin ko khud bek jain[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Dunya mein sab sey ghareeb insaan wo hai jis ka koi dost nahi Dunya ka sab sey Ameer insaan wo hai ju khud k leye kabhi jeya nahi [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ameer se khawahisy aur ghareb sey zarorat buhat kuch karwati hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aik ghareeb subah jaldi ghar sey peat bharny ke leye niklta hai aur aik ameer peat kam kerny k leye [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Bhaly tum ghareeb hu per dil sey hamisha ameer rahna keyon keh aksar jhunparyo mein likha hota hai Khush Amdeed aur bary gharo mein likha hota hai kuto sey bachna [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Gharebi thi ju sab ko Anchal ko aik Anchal mein sula deti thi ab ameeri Aa gai tu sab ko alag alag maqan chaheye[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Mujhy khuda ke insaf per oc din yaqeen hu gaya jab mein ney ghareb aur amer ka aik jesa kafan dekha[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jena hai tu oc depak ki tarah jeo ju Badsha k mehal mein bhi itni roshni deta hai jetni ghareeb ki jhunpari mein [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Mana kk mein amer nahi ye baat tu sach hai laikn agar koi apna bna ley tu oc k har gham khared lun ga[/box]
“mana ky main itna ameer to nahin par yeh bat such hai, keh koi apna bana ly to us ky sub gham kareed lon” ameer zaror bano megar apni ameeri ky chakar mein ap ky sath jo log jury hain unhin mat bhol jana kiyoun kah aik waqat aata hai jb aap ky pass sb kuch hota hai megar aap ka koi nahin hota. Hamsha apny achy waqat mein apny gareeb doston ko kbhi mat bhol jana kiyoun dost zindgi ka wo qeemti sarmaya hoty hain jenhin jtna bhi kharch kro gy wo brhy ga kam nahin ho ga.
[ads2]
Kysi ne aik bhot payari bat likhi thi keh asi ameer ka kia faida keh jb aap zindgi ky akhari lemhy guzar rhy hon aur ap ky bechy Doctor sy phly waqeel ko bula lain wasiyat ky lye. Jis shakhs ne apny bechon ko ashy adab seekhay use respect krna seekhya usy bary choty ki tameez seekhaye har mushkil mein larne ka fun seekhya us se ameer shakh koi aur ho he nahin skta kiyoun agar aap ky pass qabliyat hai to aap khoe hue dolat dobara paa skty ho aur agar qabliyat nahin to pae hue dolat ko bhi kho do gy.
Kysi gareeb ki madad krna agar aap ki aadat hai to aap se ameer is duniya mein koi aur ho he nahin skta kiyoun ko gareeb ki madad krne wala kbhi bhi gareeb nahin ho skta aur dolat Khayrat krne se bhrti hai kam nahin hoti .
By.Kewal vj.