18 Best Poetry on Guftago!!
[highlight color=”blue”]18 Best poetry on Guftago[/highlight]
Koi bhi insaan apni guftago se pehchana jata hai,Insaan ki Taleem hi usy acha bolna sikhata hai magar kuch insaan parh likh ker bhi Guftago k Aadab bhol jata hai apny Alfaz sey dosron ki Dil Aazari kerta Asey insano ko chaheye k Asa bolny se behtar hai k khamosh rahain Keyon k”
Best Poetry on Guftago
Khamoshi bhi Aik Eibadat hai “Achi gufatago sey Aap kesi ka bhi dil jeat sakty hain chahy wo Aap k leye Ajnabi hi keyon na hu..Aksar Alfaz Ter ki tarah chubtay hain Aur Zehar ki tarah apna asar dekhaty hain ,Her insaan ko ihteyat sey guftago kerni chaheye ta k kesi ki dil azari ka sabab ap ki guftago na bany ..