12 Aziyat Urdu Quotes with images
12 Aziyat Urdu Quotes
Azeyton k tmam nishtar meri ragun mein utar ker ,wo bari muhabat sey pochta hai…tumhari Aankhun ko kia howa hai…
mein ney lamhun mein sadyon ki,,,azayat pai hai..apny ahsas ko rishtun k hwaly ker k..
Buhat azayat deta hai wo lamha ..jab aap ghalt bhi na hun aur aap ko ghalat samjh jaye ,,aur badly mein aap apni safai bhi na de sakain..
Baat hamisha wo kahi jaye keh kahny waly ko bhi…Taklef na hu ,,aur sahny waly ko bhi azayat na ho,,
Azayat bana raha tmam umar bas..aik hi swal Ghalib ..Sab ka sath nibhany waly ,,khud keyon tanha rah jaaty hain,,,
Tujh ko pany ssey tujh ko khony tak ..sath hansny sey rony tak..tery aany sey tery jany tak..kis Azeyat mein saal guzar gia..
HAmin shoq azeyat hai warna..ic zamany mein teri yaadain,bhulany ka buhat saman rakha hai..
Kabhi kabhi na dilasy achy lagty hain..aur na hi dilasa deny wala..bari azeyat naak hoti hain ye hamdardyan..
Janty ho sab sey bari azeyat kia hai,sab kuch janty howy bhi muntazir rahna…( Urdu Quotes)
Kon kahta hai nafraton mein dard hai muhsin..kcuh muhabatain bhi bari azeyat nak hoti hain..
Becharny ki azayat ko agar tum..janana chahty ho..tu kuch pal k leye apni sansain rok ker dekho,,tumhain mahsos hoga k bicharna moat jesa hai…
12 Aziyat Urdu Quotes