Andhi Mohbbat Best urdu poetry
Andhi Mohbbat Best urdu poetry
Kiya Mohbbat Andhi hoti hai
Kiya Mohbbat Andhi hoti hai? Nahi Mohbbat andhi nahi hoti Mohhbat krne waly andhy ho jaty hain itne andhy ho jaty hain keh unhin kuch bhi nazar nahi aata, bus usy pane ki chahat mein har had se guzar jaty hain itna bhi nahin sochy keh k un ky is qadam se un ky sath jury har rishty darar aa jati hai megar wo is ki parawa bhi nahin krty aur is rasty par chalty rahty hain aur sambahlty tab hain jb unhin tohkar legti hai aur tohkar bhi asi jab sub kuch gunwa bethy hoty hain.
Kiya Mohbbat Andhi hoti hai?
kysi ne such he kaha hai keh mohhbat andhi he hoti hai asi na to khushi ki fakar hai na gham ka dar bus is ky lye wohi sb kuch hai jesy pane ky lye yeh sb kuch qurban krna chahata hai.na jane yeh kysi mohhbat hai jo raat ko uth uth kr jagne par bat krne par mujbor kr dyti hai.
na jane yeh kysi mohhbat hai jo maa baap ko bahiyoun ka behno ka dia huwa payar bhi pechy chor dyti hai aur ghar chorne mein bhi dair nahin legati yeh andhi mohhbat .
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ankhin band kar ky chalty hain rah e wafa mein log Phir kehty hain Mohbbat andhi hoti hai[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]andhi mohbbat ho ya andha ithbar dono mil kar insan ko gehri khai mein gera dyty hain[/box]