Quotes in urdu, urdu quotes
| | |

Quotes in Urdu 2020 Best Collection

Quotes in Urdu 2020 Best Collection, is post mein best quotes ky sath in quotes ki video bhi shamil hai jysy sun kr aur parh ap ki life mein change zaroor aaye ga.

life quotes in hindi, life quotes in urdu status

ایک منٹ لگتا ہے رشتوں کا مذاق اُڑانے میںاور ساری عمر بیت جاتی ہےایک رشتے کو بنانے میں

Aik Minute legta hai Rishton Ka Mazak
Urane Mein Aur Sari Umer Beet Jati hai Aik Rishty Ko Banane Mein

Quotes in Urdu

urdu quotes images

ایک انسان کے آنے کی خبر اس دُنیا میں9مہینے پہلے ہی ہو جاتی ہے پر جانے کی خبر 9سیکنڈ پہلے بھی نہیں  پڑتی

Aik Insan K Aane Ki Khabar Is Dunia Mein 9 Mehene Pahly He Ho Jati Hai
Per jane Ki Khabar 9 Second Phly Bhi Nahi Parti

Motivational Urdu Quotes

وقت اور قسمت پر کبھی گھمنڈ مت کرناکیونکہ صبح اُن کی بھی ہوتی ہےجن کے دن خراب ہو تے ہیں

Waqat aur qasamt per kabhi gumand mat krna kiyoun k Subha ki un ki bhi hoty hai
jin ky din Kharab hoty hain

Golden Quotes

بُرے وقت میں کسی سے کوئی اُمیدمت رکھو کیونکہ سمجھوتےشیر کو بھی کتا بنا دیتے ہیں

Bury waqat mien kysi se koi umeed mat rakho kiyon k samjothy sher ko bhi
kutta bana dyty hain

Golden Words

سب کو اُڑ جانا ایک دن تصویرمیں رنگوں کی طرحہم وقت کی ٹہنی پر بیٹھے ہیںان پرندوں کی طرح

Sab ko ur jana hai aik din tasveer mein rangoon ki taraha
hum waqat ki taheni per bethy hain
parindon ki taraha

Zindagi mein hum jo chahaty hain wo Asani se nahi miltaliken zindagi ka sach yeh hai k hum bhi wohi chahty hain jo aasan nahi hota

زندگی میں ہم جو چاہتے ہیںوہ آسانی سے نہیں ملتالیکن زندگی کا سچ یہ ہے کہ ہم بھی وہیچاہتے ہیں جو آسان نہیں ہوتا

Zindagi mein hum jo chahaty hain wo Asani se nahi milta
liken zindagi ka sach yeh hai k hum bhi wohi chahty hain jo aasan nahi hota

Wo sab ho sakta hai jo aap sochty hain bus kysi ka bura mat kejiyeAur RAB per Bhrosa rakhye

وہ سب ہو سکتا ہے جو آپ سوچتے ہیںبس کسی کا بُرا مت کیجئےاور رب پر بھروسہ رکھیئے

Wo sab ho sakta hai jo aap sochty hain bus kysi ka bura mat kejiye
Aur RAB per Bhrosa rakhye

Aukat se bary dakhwayInsan ko Karz Mein Dooba Dyty hain

اوقات سے بڑے دیکھاوےانسان کو قرض میں ڈوبا دیتے ہیں

Aukat se bary dakhway
Insan ko Karz Mein Dooba Dyty hain

Pehchan Kahan Ho Pati Hai Ab Insano kiAb to gari , kapry aur Joty

پہچان کہاں ہو پاتی ہے اب انسانوں کیاب تو گھڑی ،کپڑے اور جوتےلوگوں کی اوقات طے کرتے ہیں

Pehchan Kahan Ho Pati Hai Ab Insano ki
Ab to gari , kapry aur Joty
Logon ki Okat Tay Karty Hain

Yeh Zindagi Hai Sahab Jeena Seekhaye BinaMarne Nahin Dayti,

یہ زندگی ہے صاحب جینا سکھائے بنامرنے نہیں دیتی

Yeh Zindagi Hai Sahab Jeena Seekhaye Bina
Marne Nahin Dayti

Ghalti

غلطی پیٹھ کی طرح ہوتی ہےخود کے سوا باقی سب کو دیکھتی ہے

Galti peet ki tarah hoti hai
Khud k sawa baki sab ko dakhti hai

such

سچ سُننے سے نہ جانے کیوںکتراتے ہیں لوگ ،تعریف چاہے جھوٹی ہوسُن کر خوب مسکراتے ہیں لوگ

Sach sunene se na jane kiyoun kitraty hain log
tareef chahye jhoti ho sun kar Khub muskraty hain log

Khuda jis

خدا جس کی حفاظت ٹھان لیتا ہےتو مکڑی کے جالے کی چادر تان دیتا ہےاگر وہ زندگی لکھ دے تو سمندر راستہ دے گااگر وہ موت لکھ دے تو مچھر بھی جان لے گا

Khuda jis ki Hafazat tahan leta hai
to wo makari k jaly ki chadar taan dyta hain
ager wo zindagi likh day to samundary rasta day ga
agar wo mout likh day to machar bhi jaan lay ga

Bheer mein

بھیڑ میں سب لوگ اچھے نہیں ہوتے ہیںاور اچھے لوگوں کی بھیڑ کبھی نہیں ہوتی

Bheer mein sab log achy nahi hoty hain
aur achy logon ki bheer kabhi nahin hoti

Similar Posts