30 Best Poetry In Urdu
30 Best Poetry In Urdu
Shayari Ko Rooh Ki Gaza kehna Glait nahi Kiyoun k Poetry mein Insan Apne feeling ko biyan krta hai, Apna Dard Biyan krta wo jo kysi aur se nahin keh skta wo lafzon ki surat mein beyan krta hai aur Parhne waly ko apna dard usi mein nazar aata hai.30 Best Poetry In Urdu

خاک ہو جاتا ہے انسان
ایک خاک سے بنے انسان کے پیچھے
Khaak Ho Jata Hai Insan
Aik Khak Se Bene Insan Ky Pechy

معمول بن گیا ہے میرا راتوں کو جاگنا
نیندیں میرے وجود کی اک شخص لے گیا
Mamool Ban Gaya Hai Mera Raaton Ko Jagna
Nendein Mere Wajoud Ki Ik Shakhs Ly Gaya

جس گھڑی تم سے بات ہوتی ہےوہی گھڑی میری کائنات ہوتی ہے
30 Best Poetry In Urdu
Jis Gahri Tum Se Bat Hoti Hai
Wohi Gari Meri Kainat Hoti Hai

حسرتوں کے دفن ہونے کا سامان ہو نا چاہیےدل کے ایک کونے میں قبرستان ہونا چاہیے
Hasrton Ke Dafan Hone Ka Saman Hona Chahye
Dil Ke Aik Kone Mein Qabrustan Hona Chahye

ہم اگر تیرے خدو حال بنانے لگ جائیںصرف آنکھوں پر کئی ایک سال لگ جائیں
Hum Ager Tere Khedu o Khal Banane Leg Jain
Sirf Ankhon Per Kahi Aik Saal Leg Jain

تیری محبت حیات کو لکھوں کس غزل کے نام سےتیرا حسن بھی جان لیوا تیری سادگی بھی کمال ہے
Teri Mohbbat Ko Hayat Likhon Kis Ghazal K Naam Se
Tera Hussan Bhi Jan Laywa Teri Sadgi Bhi Kamal Hai

دل تمہارا ہے ہمیشہ ہی تمہارا ہو گاکون کہتا ہے مجھے عشق دوبارہ ہو گا
Dil Tumhara Hai Hamsha Tumhara Rehy Ga
Kon Kehta Hai Mujhe Ishq Dobra Ho Ga

سانسیں بھی کر دُوں تیری سانسوں میں منتقلاس سےزیادہ اور کس طرح چاہوں تجھے
Sansein Bhi Kar Dun Teri Sanson Mein Muntiqal
Is Se Ziada Aur Kis Tarha Chahon Tujhy

بارش سے زیادہ اثر ہوتا ہے یادوں میںاکثر بند کمروں میں لوگ زیادہ بھیگ جاتے ہیں
Barsh Se Zaida Asar Hota Hai Yadon Mein
Aksar Band Kamron Mein Log Ziada Bheeg Jaty Hain

کالی راتوں کو بھی رنگین کہا تھا میں نےتیری ہر بات پہ آمین کہا تھا میں نے
Kali Raaton Ko Bhi Rangeen Kaha Tha Main Ne.
Teri Har Bat Pe Ameen Kaha Tha Main Ne

تیری طلب کی حد نے ایسا جنون بخشاہم خود کو بھول بیٹھے ہیں تجھے یاد کرتے کرتے
Teri Talab Ki Had Ne Asa Janoon Bakhsha
Hum Khud Ko Bhool Bethy Hain Tujhe Yaad Karty Karty

یہ رابطوں میں غفلت اور یہ بھولنے کی عادت
کہیں دور نہ ہو جانا یونہی دور رہتے رہتے
Yeh Rabtob Mein Ghaflat Aur Yeh Bholne Ki Addat
Kahin Door Na Ho Jana Youn He Door Door Rehty Rehty

میں کہاں سے لاؤں مجھے بتا بکتا کہاں ہےوہ نصیب جو تجھے ہمیشہ کیلئے میرا کر دے
Main Kahan Se Laon Mujhe Bata Bekta Kahan Hai
Wo Naseeb Jo Tujhe Hamsha Mera Kar Dy

مجھے گرتے ہوئے پتوں نے سکھایا ہےبوجھ بن جاؤ گے تو اپنے ہی گرا دیتے ہیں
Mujhe Girty Huway Paton Ne Seekhaya Hai.
Bojh Ban Jao Gay To Apne Gira Dety hain

اس کے لہجے سے مجھے بس یہ معلوم ہوااسے دُشوار لگتا ہے اب مجھے سے تعلق رکھنا
Is K Lehjy Se Mujhe Bas Yeh Maloom Huwa
Usy Dushwar Legta Hai Ab Mujh Se taluq Rakhna

سانس بھی لوں تو اُس کی مہک آتی ہے
اُس نے ٹھکریا ہے مجھے اتنے قریب آنے کے بعد
Saans Bhi Lun To Us Ki Mehak Aati Hai
Us Ne Thukraya Hai Mujhe Itne Kareeb Aane Ky Baad

چاہا نہیں کسی کو اسے چاہنے کے بعد
اپنے نگاہ کا مجھے معیار یاد ہے
Chaha Nahi Kysi Ko Asy Chahane Ke Baad
Apne Nigha Ka Mayar Mujhe Yaad Hai

پیار کا رشتہ بھی زمین اور سورج جیسا ہے
اگر کوئی تیسرا آجائے تو گرہن لگ جاتا ہے
Payar Ka Rishta Bhi Zameen Aur
Suraj Jaysa Hai.
Agar Koi Teesera AA Jae To Garhen Leg Jata hai

یاد رکھنا ہی محبت میں نہیں ہے سب کچھ باقیبھول جانا بھی بڑی بات ہوا کرتی ہے
Yaad Rakhna He Mohbbat Mein Nahin Hai Sab Kuch Baki
Bhool Jana Bhi Bari Bat Huwa Karti Hai

آنکھوں سے شروع ہو کر کہانی الفت تک جا پہنچی ہےجب ہم کو ہوش آیا تو بات محبت تک جا پہنچی تھی
Ankhon Se Shuru Ho kar Kahani Ulfat Tak Ja Ponhchi Hai
Jab Hum Ko Hosh Aya To Baat Mohbbat Tak ja Ponhnchi Thi

رابطے حد سے گزر جائیں تو غم ملتے ہیں
ہم اسی واسطے لوگوں سے کم ملتے ہیں
Rabtay Had Se Guzar Jain To Gham Milty Hain
Hum Asi Wasty Logon Se Kam Milty Hain

تقاضے ختم ہی نہیں ہوتے زندگانی کے
کبھی ایسا ضروری ہے کبھی ویساضروری ہے
Takazay Khatam He Nahin Hoty Zindgani Ke
Kabhi Asa Zarori Hai Kabhi Wesa Zarori Hai

پوچھا تھا اُس نے حال کئی مدتوں کے بعد
کچھ پڑ گیا ہے آنکھوں میں یہ کہہ کر رو پڑے
Pocha Tha Us Ne Haal Kahi Mudton Ke Baad
Kuch Par Gaya Hai Ankhon Mein Yeh Keh Kar Roo Pary

محبت تو تھی پر یہ بیقراری تو نہ تھی پہلے
الہیٰ آج کیوں یاد آتی ہے بے اختیار اُس کی
Mohbbat To Thi Per Yeh Beqarari To Na Thi Phly
Alahi Aj Kiyoun Yaad Ati Hai Be Akhtiyar Us Ki

کسی پر مرنے سے ہی شروع ہوتی ہے محبت
عشق زندہ لوگوں کا کام ہی نہیں
Kysi Per Marne Se Shuru Hoti Hai Mohbbat.
Ishq Zinda Logon Ka Kaam He Nahin

ترس آتا ہے مجھے اپنی معصوم پلکوں پر
جب بھیگ کر کہتی ہیں اب رویا نہیں جاتا
Taras Aata Hai Mujhe Apne Masoom Palkon Par
Jab Bheeg Kar Kehti Hain Ab Roya Nahin Jata

سب مل جائے تو تمنا کس کی کرو گی ؟
ادھوری خواہشیں ہی تو جینے کی مزا دیتی ہیں !
Sab Mil Jae To Tamana Kis Ki Karo Gay?
Adhori Khowaish He To Jeene Ka Maza Dyti hain.

ہاتھ سے ایسے ہاتھ ملاؤ کہ لکیریں ایک ہو جائیں
کبھی تو اتنے پاس آؤ کہ سانسیں ایک ہو جائیں
Hath se Asy Hath Milao K Likeerin Aik Ho Jain
Kabhi To Itne Pass Aao K Sansein Aik Ho Jain

دُعا کرو ہمارے بھی دن بدل جائیں
طبعیت نہ ساز ہے کہ کاش انتقال کر جائیں
Dua Karo Hamary Bhi Din Badal Jain
Tabyat Na saaz Hai K Kash Intakal Kar Jain

ہاں میں خاموش محبت کا بھرم رکھ نہ سکیہاں میں نے تمہارا نام خدا کو بتا رکھا ہے
Haan Main Khamosh Mohbbat Ka Bahram Rakh Na Saki
Haan Main Ne Tumhara Naam Khuda Ka Bata Rakha Hai