Zindagi kantoon ka safar hai, Quotes About life in Urdu Hindi
Zindagi Kaanton Ka Safar Hai
Aur Hosla Is Ki Pehchan Hai
Banay Banaye Raastoon Par To Sabhi Chaltay Hain
Par Jo Doosron Ke Liye Rasta Banaye Wohi Insaan Hai
ज़िंदगी कांटों का सफर है
और होसला इस की पहचान है
बने बनाये रास्तो पर तो सभी चलते हैं
पर जो दूसरों के लिए रास्ता बनाये वही इंसान है
Jab Aap Masroof Hotay Hain To Sab Kuch Aassan Hota Hai Aur Jab Aap Sust Hotay Hain Tab Kuch Bhi Aassan Nahi Lagta Hai (Zindagi Kantoon Ka Safar Ha)
जब आप मसरूफ होते हैं तो सब कुछ आसान होता है
और जब आप सुस्त होते हैं तब कुछ भी आसान नहीं लगता है
Zindagi Mein Pachtaawa Karna Chhorro Kuch Aisa KaroTumhe Chore Dainay Walay Pechatain
ज़िन्दगी में पछतावा करना छोर्रो
कुछ ऐसा करो तुम्हे छोड़ देने वाले पछतायें
Doulat Se Dost Banay Woh Dost Nahi
Par Sach Kahoon Is Duniya Mein
Dost Jaisi Koi Doulat Nahi
Zindagi kantoon ka safar hai
दौलत से दोस्त बने वह दोस्त नहीं
पर सच कहूँ इस दुनिया में
दोस्त जैसी कोई दौलत नहीं
Jab Tak Kisi Kaam Ko Karo Ge Nahi Tab Tak Wohi Kaam Namum kin Sa Lagta Hai Yahi Duniya Mein Hota Aaya Hai (Zindagi Kantoon Ka Safar Ha)
जब तक किसी काम को करो गे नहीं तब तक वही काम
नामुमकिन सा लगता है यही दुनिया में होता आया है
Rastay Bhi Ziddi Hain Aur Manzilain Bhi Ziddi Hain Dekhte Hain Kal Kya Ho Ga Hauslay Bhi Ziddi Hain
रास्ते भी ज़िद्दी हैं और मंज़िलें भी ज़िद्दी हैं
देखते हैं कल क्या हो गा हौसले भी ज़िद्दी हैं
Utho Jagho Aur Tab Tak Mat Rukko
Jab Tak Tum –Apne Manzil Ko Pa Nahi Letay
उठो जागो और तब तक मत रूक्को
जब तक तुम –अपनी मंज़िल को पा नहीं लेते
Mehnati Insaan Ke Samnay Pahar Bhi Kanker Lagnay Lagta Hai Aur Kaahil Sust Insaan Ke Samnay Kanker Bhi Pahar Ban Jata Hai
मेहनती इंसान के सामने पहाड़ भी काँकेर लगने लगता है
और काहिल सुस्त इंसान के सामने कांकेर भी पहाड़ बन जाता है
Agar Sooraj Ki Terhan Chamakna Chahtay Ho To
Sab Se Pehlay Sooraj Ki Terhan Tapna Sikho
अगर सूरज की तेरहन चमकना चाहते हो तो
सब से पहले सूरज की तेरहन तप्पना सिखो
Log Afsos Ke Sath Kehte Hain Ke
Koi Kisi KaNahi Magar Woh Khud Se Kehna Bhool Jatay Hain KeWoh Khud Kis Ke Hain
लोग अफ़सोस के साथ कहते हैं के
कोई किसी का नहीं मगर वह खुद से कहना भूल जाते हैं
के वह खुद किस के हैं
Zindagi Kantoon Ka Safar Ha
Life is a journey with thorns.” It reminds us of life’s challenges and resilience.